Business

Business

SARFIRA LYRICS - Katti Batti | Imran Khan, Kangana Ranaut

Sarfira - Katti Batti



Main Bhi Sarfira Lyrics from Katti Batti starring Imran Khan and Kangana Ranaut, the song is sung by Siddharth Mahadevan and Neeti Mohan, composed by Shankar-Ehsaan-Loy while Sarphira Lyrics are penned by Kumaar.
Singers: Siddharth Mahadevan, Neeti Mohan
Rap: Qaran Mehta
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Kumaar
Music On: Zee Music Company

Sarfira Lyrics

Fizool hai..
Fizool hai..

Fizool hai, tere bin mile jo mujhko zindagi
Mujhe faasle naa dena tu kabhi
Tere ishq ka hi ab to bas nighaahon pe
Chadha rahe nasha raat bhar

Main bhi sarfira
(Ho jaaun tere liye)
Tu bhi sarfiri
(Ho jaaye mere liye)
Main bhi sarphira
(Ho jaun tere liye)
Tu bhi sarphiri... [x2]

Fizool hai..
Tere bin chale jo meri saans bhi
Tere waaste hain lamhe ye sabhi
Mere saath aise mil ja
Ke mile na phir tujhe tera pata, raat bhar..

Tu bhi sarphira
(Ho jaaye mere liye)
Main bhi sarfiri
(Ho jaaun tere liye)
Tu bhi sarphira
(Ho jaaye mere liye)
Main bhi sarphiri...

Main bhi sarfira
(Ho jaaun tere liye)
Tu bhi sarfiri
(Ho jaaye mere liye)
Main bhi sarphira
(Ho jaun tere liye)
Tu bhi sarphiri...

Shots off, drinks down
Bottom of the bar can think now
I heard that you were crazy but that for maybe
We can kick like James Brown
You and I both got the same infection
Doctors order with no prescription
Used that think that I was crazy believe me
She don't feel the same now

Bolo duniya se aaj tere mere
Beech mein ye aaye na
Hum to milenge khulke
Humko aankh ye dikhaaye na

Log hain kamine chain ye to chheene
Baaz nahi aayenge
Ziddi hain hum bhi
Maanenge na pyaar kiye jaayenge

Fizool hai..
Tere bin khile ye mausam jo kabhi
Fizool hai..
Tere paas hi ab meri hai khushi

Tere ishq ka hi ab to
Bas nigaahon pe chadha rahe nasha, raat bhar

Main bhi sarphira
(Ho jaaun tere liye)
Tu bhi sarphiri
(Ho jaaye mere liye)
Main bhi sarfira
(Ho jaaun tere liye)
Main bhi sarfiri..

Tu bhi sarphira
(Ho jaaun tere liye)
Main bhi sarfiri
(Ho jaaun tere liye)
Tu bhi sarphira
(Ho jaaun tere liye)
Main bhi sarphiri...



Previous
Next Post »